Rahogi Meri
Haan tum ho
Naa tum ho
Tum ho khamoshi meri
Chaahe bolo ya na bolo
Tum toh rahogi meri
Tum toh rahogi meri
Tum toh rahogi meri
Hmm...
Haan tum ho
Naa tum ho
Tum ho khamoshi meri
Chaahe bolo ya na bolo
Tum toh rahogi meri
Tum toh rahogi meri
Tum toh rahogi meri
Hmm...
Shayad kabhi na keh sakoon main tumko
Kahe bina samajh lo tum shayad
Shayad mere khayal mein tum ik din
Milo mujhe kahin pe gum shaayad
Sach kahun toh honth jalte mere
Chup rahun toh saans hi na aaye
Mushqil hai bahut hi
Ab chhupana ya batana
Ooo...
Tu hi toh hai
Tu hi toh hai
Har pal hi teri baaton mein guzarta
Chahiye kisi saaye mein jagah
Chaha bohat baar hai
Na kahi kabhi mera dil laga
Kaisa samajhdaar hai
Main na pahunchun kyun wahan pe
Jaana chahun main jahan
Main kahan kho gaya
Aisa kya ho gaya
Haan main galat
Galat meri baatein
Galati se hi suniya bani
Poora sahi koyi nahi hai
Le le meri chetawani
Bahata hai man kahin
Kahaan jaanati nahin
Koi rok le yahin
Bhaage re man kahin age re man
Chala jaane kidhar jaanun na
Pal bhar thhahar jaao
Dil ye snbhal jaae
Kaise tumhen roka karun
Meri taraf ata har gam fisal jaae
Ankhon men tum ko bharun
Bin bole baaten tumase karun
Agar tum saath ho
Manawa laage, manawa laage, laage re saanware, laage re saanware
Le tera hua jiya ka jiya ka jiya ka ye gaanw re
Manawa laage, manawa laage, laage re saanware, laage re saanware
Kaun mera, mera kya tu laage
Kyon tu baandhe, man se man ke dhaage
Bas chale na kyon mera tere age