Uyi Amma
Mucho mai akad ke taao bhare
Jab mojadiya mein paav dhare
Jab paav dhare
Aaye haye najook si maum ki moorat say
Bada pathhar dil bartao karey
Pathhar dil bartao kare bartao karey
Mucho mai akad ke taao bhare
Jab mojadiya mein paav dhare
Jab paav dhare
Aaye haye najook si maum ki moorat say
Bada pathhar dil bartao karey
Pathhar dil bartao kare bartao karey
Aaya hai tu jabse yahan
Badli si duniyan lage
Dekha tujhe to dil kahe
Ab jeene ki koyi wajah toh hai
Are re re karam jale bade ham karam jale
Jara bagal hamein jaga de
Neela gila hara hara neela peela
Mile rang jo bhi jise hame laga de
Agar jindagi ho khud men kahin
Fir kyon rahen kisi ki kami
Bojh ban ke rahen kyon subah kisi raat pe
A badal daalen rasmen sabhi isi baat pen
Mujhe chhod do mere haal pe
Jinda hun yaar, kaafi hai
Hawaaon se jo maanga hissa mera
To badale men hawa ne saans di
Akelepan se chhedi jab guftagu
Mere dil ne awaaj di
Kya kabhi sawera laata hai andhera
Sukhi siyaahi deti hai gawaahi
Sadiyon puraani aisi ik kahaani
Rah gayi, rah gayi, anakahi ...
Hawa ke jhonke aj mausamon se ruthh gaye
Gulon ki shokhiyaan jo bhnware ake lut gaye
Badal rahi hai aj jindagi ki chaal jra
Isi bahaane kyun na main bhi dil ka haal jra
Snwaar lun haae snwaar lun
Pairon ki bediyaan khwaabon ko baandhe nahin re, kabhi nahin re
Mitti ki paraton ko nanhe se ankur bhi chire, dhire dhire
Iraade hare-bhare jinake sino men ghar kare
Wo dil ki sune, kare, na dare, na dare
O re manawa tu to baawara hai ...
Tu hi jaane atu kya sochata hai ...
Tu hi jaane tu kya sochata hai...baaware ...
Yeh dil hai mera ya hai
Ik yaadon ki almari
Iss almari mein rakkhi hai maine
Apni ye duniya saari