Chand Mera Naraz Hai
Chand mera naraz hai
Na baat kare na milta hai
Kaise usko samjhaun
Na samjhe rishta dil ka hai
Hafton se kitne
Usne na baat ki
Mujhko pata bhi nahi
Kis baat ki narazgi
Chand mera naraz hai
Na baat kare na milta hai
Kaise usko samjhaun
Na samjhe rishta dil ka hai
Hafton se kitne
Usne na baat ki
Mujhko pata bhi nahi
Kis baat ki narazgi
Chaand se bichdi raaton ki
Aadhi si mulaqaton ki
Kuch baatein hai dardon ki
Tujhe sunani ae
Ik yaad purani ae
Teri meri kahani ae
Baarish na samjhi tu
Akhiyan da paani ae (x2)
Aasmaan pe zinda main
Ik parinda main
Chal chalun jahan tu kahe
Raaston pe tera hi banke humraahi
Chal chalun jahan pe tu kahe
Fursatein hain jo hain abhi
Hongi na yeh phir kabhie
Uchhaal do hawaaon mein
Khwahishein hain jo hain dabi (x2)
Naachein gaayein chillayein
Hum saath mein
Keh rahi hai yeh khamoshiyaan...
Aww...
Ziddi hain hum nahi maanenge
Karte hi jaayenge badmashiyan
Keh do ye zamaane waalon se
Na ye chheene humse aazadiyaan
O ek ek jod sabne pakdi dooji baiyyan
Dhoop ab mili toh kal milegi tujhko chhaiyan
Beparwah banjara bin soche bas chal pade...
Hey...
Ghoome awaara se mere kadam jahan
Banta gaya bas rastaa
Raahi mile jahan bhi pagle manmouji jo
Badhta gaya bas karwaan
Maine tujhko dekha
Teri ore dil phenka
Pari tu heaven ki
Kehna hai nazron ka (x2)
Chaand ko complex diya hai
Tere chehre ne
Teri beauty ka nasha hai
Dil ko lagaa chhune
Hello, Hi, Namaste, Salaama
Aa gaye phir se karne hungama
Boring lamhon ko karde gulaabi
Jashn rukne na denge zara bhi