Zaroorat Se Zyada
Tu jane na jane hai tere deewane
Tujhi ko hai mana sanam
Tere pass aane ke dhudhu bahane
Jara tu badha ek kadam
Tu jane na jane hai tere deewane
Tujhi ko hai mana sanam
Tere pass aane ke dhudhu bahane
Jara tu badha ek kadam
Phir wahi se kar shuru
Ki jahan tune khatm
Daastan ne safar rooth kar
Ye jo hoon wo main nahi
Keh rahe mere kadam
Aa chale fir usi raah par
Falak se main
Sitaare tod ke zameen pe launga
Ijazat de
Jahan bhi ho teri khushi le aaunga
Koi jagah na pata
Jahan na tu ho dikha
Tere naam se shuru hai har dua
Mazaa aa jaata hai
Adhoori baaton se
Mazaa aa jaata hai
Adhoori baaton se
Koi mann jaata hai
Zaroori yaaron se
Jo dekhi na suni aisi
Hume duniya dikhati hai