Ami Je Tomar 3.0
Do dilon ki ye prem kahani
Le aayi dekho kahan
In lakiron me mil na apna tha
Janamo phele likha
Do dilon ki ye prem kahani
Le aayi dekho kahan
In lakiron me mil na apna tha
Janamo phele likha
Bhola bhala tha seedha saadha tha
Main to naadaan tha
Duniadari se hoshiyari say
Main to anjaan tha
Tu jane na jane hai tere deewane
Tujhi ko hai mana sanam
Tere pass aane ke dhudhu bahane
Jara tu badha ek kadam
Jee rahe the hum yunhi bewajah
Tum jo mil gaye to hum jeene lage
Dekha yeh jahan paa gaye wahan
Har mod pe to hum tumse milne lage
Ziddi hain hum nahi maanenge
Karte hi jaayenge badmashiyan
Keh do ye zamaane waalon se
Na ye chheene humse aazadiyaan
Maine tujhko dekha
Teri ore dil phenka
Pari tu heaven ki
Kehna hai nazron ka (x2)
Chaand ko complex diya hai
Tere chehre ne
Teri beauty ka nasha hai
Dil ko lagaa chhune
Tere mere darmiyaan hai baatein ankahi
Tu wahan hai main yahan
Kyun saath hum nahin (x2)
Faisle jo kiye
Faasle hi mile
Rahein judaa kyun ho gayi
Na tu ghalat na main sahi
Kabhi kabhi lage yehi
Jo hona tha hua wahi
Badlana bhi hawaaon ka hai zaroori
Kabhi kabhi lage yehi
Jo milna tha mila wahi
Bikharna bhi duaaon ka hai zaroori
Roke Na Ruke Naina another nice from Badrinath Ki Dulhania. Arijit Singh sang this song and music composed by Amaal Mallik.
Tu jo nazron ke saamne kal hoga nahi
Tujhko dekhe bin main
Mar na jaaun kahin (x2)
Dil ye nikamma.. baaz na aaye
Ulte sulte.. pench ladaye (x2)
Ajab gazab hai iske tevar
Zara zara si baat lekar
Kare tamashe macha de yeh halla..